Composed by Shardha Ram Phillauri
Raag: Hindustani desh (Kedaragowla)
Om Jai Jagadish Hare Swami Jaya Jagadish Hare
Bhakta janon ke sankat Das janon ke sankat
Raag: Hindustani desh (Kedaragowla)
Om Jai Jagadish Hare Swami Jaya Jagadish Hare
Bhakta janon ke sankat Das janon ke sankat
Kshan me door kar
Om Jai Jagadish Hare
Jo dhyave phal paave Dhukh vinashe man ka
Swami dhukh vinashe man ka
Sukha sampati Ghar aave sukha sampati Ghar aave
Kashht mite tan ka
Om Jai Jagadish Hare
Mata pita tum mere Sharan padun mai kis ki
Swami sharan padum mai kis ki
Tum bina aur na doojaa Prabhu bina aur na doojaa
Aas karun mai kis ki
Om Jai Jagadish Hare
Tum pooran ParamatmaTum Antaryaami
Swami Tum Antaryaami
Para brahma Parameshwara Para brahma Parameshwara
Tum sab ke Swami
Om Jai Jagadish Hare
Tum karuna ke saagar Tum palan karta
Swami Tum palan karta
Mai murakh khalkami Mai sevak tum swaami
Kripa karo bhartaa
Om Jai Jagadish Hare
Tum ho ek agochar Sab ke prana pati
Swami sab ke prana pati
Kis vidhi miloon dayamaya Kisi vidhi miloon kripamaya
Tum ko mai kumati
Om Jai Jagadish Hare
Deena bandhu dukh hartaa Tum thakur mere
Swami tum rakshak mere
Apane hast uthao Apane sharan lagao
Dwar khada mai tere
Om Jai Jagadish Hare
Vishaya vikar mithao Paap haro deva
Swami paap haro deva
Shraddha bhakti badhao Shraddha bhakti badhao
Santan ki seva
Om Jai Jagadish Hare
Tan man dhan sab tera Swami sab kuch hai tera
Tera tujh ko arpan
Tera tujh ko arpan Kya laage mera
Om Jai Jagadish Hare
Om Jai Jagadish Hare Swami Jai Jagadish Hare
Bhakta janon ke sankat
Das janon ke sankat Kshan me door kare

Narayana narayana om, satya narayana narayana om
narayana narayana om satya
narayana narayana om satya
narayana narayan om
Om jai jagadish hare